Pakistani daramas
Mayaar dilkashi adakari aur hakikat pasandi ki wajah se pori duniya me maqbool he 1964 me pakistani tv ptv k kayaam k bad khandani masayal samjaji masayal aur sakafti pehlon ko munfrid Andaz me pesh Kiya he yeh darame na Sirf tafrih karty he masharti shaoor ujsgar Karne ka b ok zariya he
Pakistani daramas ki sab se barhi khubi un ki gehrayi he Jesse ptv k darame tanhaiya , rahy , waris ,dhuwan , un kahi Jesse classic darame aj b logo k dilon me zindah he in daramun NE khandani masayal aur mashry ki barhti howi buryi ko bht achy se ujagar kiya tha
Jadid dor me pakistani daramas mulki aur benalqwami Satah par b ujagar howy he Netflix aur YouTube par b dekhy ja rahy he Jesse mere pas tum ho , Zindagi ,Gulzar , he Humsafar ,payare afzal ,tere bin , lambi list he daramas ki jin ko puri duniya ne dekha aur pasand kiya he
Pakistani daramas ka eham pehlon haqiqat pasandi gehrelon masayal aurton par tashadad aur tabkpati tafreek ko muzoon banaty he Jesse haliya darame adari chup rahu Kahani NE duniya ko such ne par majbor kardiya adakari ki BAAT karey to adakaron NE apni adakari daramun ko chaar chpand laga diye human Saeed Ahsan khan ,ferdos khan benalqwami Satah par b mashoor howy
Pakistani daramas tafrih k ilawa samjaji islah aur shaoor pedah Karne me b ham kardaar ada karty he is liye pak daramas nazreen k seedhy dil me Aser karty he
Comments
Post a Comment